Friday, August 28, 2009

Hello friends, Here are some colour illustrations…..it was more like a painting job for me(will reveal the project later )

And for this one I'm thankful to wasim for comments
and coming up total bollybood drama

Wasim Saiyed : Kahaan hai mera beta ?
RanjanRanJan : Ranga Seth , vo theek hai,
maine use bahut padaya likhaya ,
aur ek kabil ENISPACRER banaya.
Wasim Saiyed : Kya ?....mera munnu,,,,,inspector ban gaya hai ?.....sniff.....
Ravi Ranjan : Per Ranga seth aap usse mat milna,
jab use pta chlega ki uska aapna baap
khoon ki ilzam me 20 saal ki....
Wasim Saiyed : Police : Ruk jao warna goli maar di jayegi. RANGA
...apne aap ko kanoon ke hawale kar do.
RANGA : Dhoka......Dhoka....Banwari Seth....yeh tumne kya kiya
Ravi Ranjan : Seth , yahi tumhara munna hai,
seth mujhe maaf ker do. thai ..thai , dhickyoon.
Wasim Saiyed : RANGA : Shantiiiiiii!.....yeh tumne kya kiya.....
mere bure karmon ki saza tumne apne sar kyun le li....
Nahi shanti nahi....main apne aap ko kabhi maaf nahi kar paunga
Ravi Ranjan : mujh kulta ki yahi sja hai,
jo kaam maine kiya hai sayad hi koi patni karegi,
munaa meri kokh se janma jaroor hai per,
Munna tuhara nahi ramu dhobi ka beta.......

2 comments:

Bondhu said...

cannon to macha diya..........:) bahut sahi hai..specially the shine of the wheels...

Anushree Kumar said...

awsm....!!!